Tuesday, September 9, 2008

aap ki farmaaish


Yeh hai aakaashvani vanijya prasaar kendra.. aur aap sun rahe hain..
Aaj ki farmaish..
Is Karyakram mein aap sab ka swagaath hai..

Pesh hai yeh geet ..
Jiski.. farmaish ki hai..

Jabalpur se banti , pintu, choti, chintu aur pinki
Sialkot se talwar singh, avtar singh aur dimpy
Dhobi talao se shepudkar aur unke bete prasad aur prafull
Ramgarh se gabbar singh , samba aur kaalia
Jhansi se lakshmibai
Mumbai se kallu mama, bhiku mhaatre aur bhau
Ranjhore se jai singh rathore aur savitri singh rathore
Bhatinda se geet aur meet
Jhumri talaiyya se shuklaben, kantaben, arun bhai aur chimpu
Aur Kusaha se kosi rani aur unki maathaji.

Leejiye pesh hai..
Aap ki farmaaish........................................................................

3 comments:

Swetha said...
This comment has been removed by the author.
Swetha said...

bahut dhanyavaad..aapne hamari farmaaish pesh ki !! aur ek aakhri farmaaish hai ...
bangalore se hum aur tum ....
:-) (sorry for grammar )

Anonymous said...

Adaab

Srajana here is a small poem on radio by Bertolt Brecht:

You little box, held to me escaping
So that your valves should not break
Carried from house to house to ship from sail to train,
So that my enemies might go on talking to me,
Near my bed, to my pain
The last thing at night, the first thing in the morning,
Of their victories and of my cares,
Promise me not to go silent all of a sudden.

Dont ask me how is it connected to your blog. i guess its the last line which makes me quote Brecht as a reaction.

Samvartha 'Sahil'